Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2021

Happy Anniversary hindi shayari, status and SMS

  Beautiful Happy Anniversary Hindi Shayari, Status, Quotes, and SMS for all रब ना करे कभी तुम्हें खुशियों की कमी हो, तुम्हारे क़दमों के नीचे फूलों की जमीं हो, आंसू ना हो तुम्हारी आँखों में कभी, अगर हो तो वो खुशियों की नमी हो। सालगिरह मुबारक हो! ये तेरी मोहब्बत का असर लगता है, दरिया भी मुझको समंदर लगता है, एहसास ही बहुत है तेरे होना का, मेरा घर दुआओं से भरा लगता है। सालगिरह मुबारक! दिलों के मेल से बनता है, ये शादी का रिश्ता, सदा बना रहे ऐसा हीं आपका रिश्ता, यही है हमारी शुभेच्छा। शादी की सालगिरह की लाखों बधाईयाँ। गहरा है ये शादी का रिश्ता, है बन्धन प्यारे दो दिलों का, है हमारी शुभकामना आपके सालगिरह के सुअवसर पर यही, बना रहे आप दोनो का साथ सदा यूँ हीं!! ||शादी की सालगिरह मुबारक हो आपको || फूल बनकर मुस्कुराना है जिंदगी मुस्कुरा के गम भुलाना है जिंदगी जीत के कोई खुश हुआ तो क्या हुआ हार कर भी खुशियाँ मनाना है ज़िन्दगी। सालगिरह की हार्दिक शुभकामनायें हर मुश्किल में साथ एक-दूसरे को पायें, हँसते-हँसते जिंदगी सवारें, दुआओं में याद रखते हैं हम हरदम, खुश रहना हमेशा बस यही चाहते हैं हम। ...

Girlfriend Boyfriend Romantic Shayari

     Best Hindi Romantic Shayari, Status, and SMS Neend Se Uth Kar Idhar-Udhar Dhoondhti Rahti Hoon Main, Ki Khwabo Mein Mere Itne Kareeb Chale Aate Ho Tum. Ye Dariya-E-Ishq Hai Kadam Jara Soch Ke Rakhna, Is Mein Utar Kar Kisi Ko Kinaara Nahin Mila. Tere Khamosh Labo Par Mohabbat Gun Gunati Hai, Tu Meri Hai Main Tera Hoon Bas... Yahi Aawaaz Aati Hai. Koi Ghazal Suna Kar Kya Karna, Yun Baat Badakar Kya Karna, Tum Mere The... Tum Mere Ho, Duniya Ko Batakar Kya Karna. Tum Saath Nibhao Chahat Se, Koi Rasm Nibhakar Kya Karna, Tum Khafa Hi Achhe Lagte Ho, Phir Tumko Manakar Kya Karna. Aap Aur Aapki Har Baat Mere Liye Khaas Hai, Yahi Shayad Pyaar Ka Pahla Ehsaas Hai. Haal To Poochh Lun Tera Par Darta Hoon Aawaaz Se Teri, Jab Jab Suni Hai Kambakht Mohabbat Hi Hui Hai. Tumhari Khushion Ke Thhikane Bahut Honge Magar, Humari Bechainiyon Ki Wajah Bas Tum Ho. Tere Khamosh Hothon Par Mohabbat Gun Gunati Hai, Tu Meri Hai Main Tera Hun Bas Yahi Aawaaz Aati Hai Tumhe Dekhkar Ye Nigah Jhuk...

Hindi Happy Birthday special Shayari, Status or SMS

  Happy Birthday Special Shayari, Status or SMS for Girl, Boy, Men or Women Har Din Se Pyara Lagta Hai Ye Khaas Din, Jise Ham Bitana Nahin Chahte Aap Bin, Vaise To Dil Deta Hai Sada Hi Dua Aapko, Phir Bhi Kahte Hain Mubarak Ho Janmadin. Kaise Karoon Shukriya Uska Is Din Ke Liye, Jisne Tumhen Dharati Par Bheja Hamare Liye, Is Janmdin Par Kuchh Aur To Nahin De Sakte, Bas Meri Har Dua Hai Teri Lambi Umr Ke Liye. Aapke Janmadin Par Ham Dete Hain Ye Dua, Khushiyan Aapke Daman Se Kabhei Na Hon Juda, Khuda Ki Rahmaton Mein Kabhi Kami Na Aaye, Aapke Honthon Ki Ye Muskarahat Na Jaye. Pyar Se Bhari Zindagi Mile Aapko, Khushiyon Se Bhare Pal Mile Aapko, Kabhi Kisi Gam Ka Samna Na Karna Pade, Aisa Aane Wala Kal Mile Aapko. Poori Ho Dil Ki Har Khwahish Aapke, Mile Khushiyon Ka Jahan Aapko, Agar Aap Mangen Aasmaan Ka Ek Tara, To Khuda De De Sara Aasmaan Aapko. Janmadin Ki Shubhkamnayen मैं लिख दू तुम्हारी उम्र चाँद सितारों से…मैं मनाऊ जन्मदिन तुम्हारा फूल बहारों से...ऐसी खूबसूरती दुनिया से लेकर ...

Hindi Sad Shayari, Status and SMS

  Hindi Sad Shayari Status and SMS  for Girlfriend, Boyfriend "Jiske Naseeb Mein Hon Zamane Ki Thhokarein, Uss BadNaseeb Se Na Sahaaron Ki Baat Kar." "Ek Najar Bhi Dekhna Ganwaara Nahi Usey, Jara Sa Bhi Ehsaas Hamaara Nahi Usey, Wo Sahil Se Dekhte Rahe Doobna Hamara, Hum Bhi Khuddar They Pukara Nahi Usey." "Bewaqt Bewajah Besabab Si Berukhi Teri, Phir Bhi Beinteha Chahne Ki Bebasi Meri." "Bula Raha Hai Kaun MujhKo Uss Taraf, Mere Liye Bhi Kya Koi Udaas BeKaraar Hai." "Wo Tere Khat Teri Tasvir Aur Sookhe Phool, Udaas Karti Hain Mujh Ko Nishaniyan Teri." "Woh Mera Sab Kuchh Hai Par Muqaddar Nahi, Kaash Wo Mera Kuchh Na Hota Par Muqaddar Hota." "Dil Ko Bujhane Ka Bahaana Koi Darkaar To Tha, Dukh To Ye Hai Tere Daaman Ne Hawayen Di Hain." "Mil Bhi Jate Hain Toh Katra Ke Nikal Jate Hain, Hain Mausam Ki Tarah Log.... Badal Jaate Hain, Hum Abhi Tak Hain Giraftar-e-Mohabbat Yaaro, Thokarein Kha Ke Suna Tha Ke Sambhal Ja...

Hindi Love Shayari, Status and SMS

  Hindi Love Sher Shayari Status and SMS "Karne Lage Jab Shikwa Usse Uski Bewafai Ka Rakh Kar Hont Ko Hont Se Khamosh Kar Diya" "Hum Ishq Ke Wo Mukaam Par Khade Hai Jahan Dil Kisi Aur Ko Chahe To Gunha Lagta Hai" "Taras Gye Hai Hum Tere Muh Se Kuch Sunne Ko Hum Pyaar Ki Baat Na Sahi Koi Shikayat Hi Kar De" "Duniya Ko Aag Lagane Ki Zarurat Nahi To Mere Saath Chsl Aag Khud Lag Jayegi" "Sachcha Pyar Kisi Bhoot Ki Tarah Hota Hai Bate To Sab Karte Hai Dekha Kisi Ne Nahi" "Humne Bhi Ek Aise Shakhs Ko Chaha Jisko Bhula Na Sake Aur Wo Kismat Main Bhi Nahi" "Jaroori Nahi Ishq Me Banhoon Ke Share Hi Mile Kisi Ko Ji Bhar Ke Mahsoos Karna Bhi Mohabbat Hai" "Sirf Waqt Gujarna Ho To Kisi Aur Ko Apna Bana Lena Hum Dosti Bhi Karte Hai To Piyar Ki Tarah" "Sacche Pyaar Walo Ko Hmesha Log Glat Hi Samjhte Hai Jabki Time Pass Walo Se Log Khush Rehte Hai Aaj Kal" "Mohabbat Ka Ehsaas To Hum Dono Ko Hua Tha Fark Sir...